Mera pyar bhut bada nahi hai...chota hi hai...
Main roz subah jab bhi khudko mirror main dekhta hun to bas ek hi chiz sochta hun...ki kabhi aaj apeksha se mila to usko main pasand aaunga ki nahi...
Mera dressing sense to acha hai ki nahi...
Khana khane ke pehle bas yahi sochta hun ki bas tumne khaya hoga ki nahi....
Phone hath main hota hai to tumhare msg ka intzar hota hai ....
Kaam karta hun to kai baar uss work ko dekhta hun jo tum idhar aate the kaam karne wo aaj bhi possible ho pata...
Kahin ghumne jata hun to lagta hai ki kash tumhara sath hota
Kai baar lagta hai ki puri duniya main bas ek tum mil jao to kisi or koi jarurt nahi...